~~ JUST FUN N MAZA ~~
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.
~~ JUST FUN N MAZA ~~

HAVE FUN WITH FRIENDS
 
HomeHome  PortalPortal  SearchSearch  GalleryGallery  RegisterRegister  Latest imagesLatest images  Log in  

 Moni's Collection....

Go down 
4 posters
AuthorMessage
moni
Moderator
Moderator
moni

Male
Number of posts : 404
Age : 38
Localisation : |-|0u53 07- |_0v3
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyTue Mar 20, 2007 2:16 pm

cheers wah moni ji wah kia kehnay hain aap kay wah cheers

HO GI US KI BHI MEHBOOBA YAQEENQN WAHAN PER
JUB HI TU KHAT DAY KER KABOOTAR WAPAS NAHI AAYA
Back to top Go down
http://www.justmaza.heavenforum.com
moni
Moderator
Moderator
moni

Male
Number of posts : 404
Age : 38
Localisation : |-|0u53 07- |_0v3
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyTue Mar 20, 2007 2:24 pm

Jub say begum nay mujhay murgha bana rakha hai
Mein nay nazroon ki tarah sir bhi jhukarakha hai

Jub say begum nay mujhay murgha bana rakha hai
Mein nay nazroon ki tarah sir bhi jhuka rakha hai

Saaray kapray tu jaladalay hain begum nay
Taan chupanay ko aik banyaan phata rakha hai

Jub say begum nay mujhay murgha bana rakha hai

Pehlay tu belen nay banaya tha mere sir pay ghoomar
Ab tu chimtay nay mera gaal suja rakha hai

Jub say begum nay mujahay murgha bana rakha hai

Hai muqaddar ka sikandar wahi jahan mein yaaroon
Jis nay khud ko abhi shadi say bacha rakha hai

Jub say begum nay mujhay murgha bana rakha hai
Mein nay nazroon ki tarah sir bhi jhuka rakha hai
Back to top Go down
http://www.justmaza.heavenforum.com
ANGEL ARZOO
ROOT ADMIN
ROOT ADMIN
ANGEL ARZOO

Female
Number of posts : 233
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyWed Mar 21, 2007 3:57 pm

hahaahhaha sooooooooooooo niceeeeeeeee :D
Back to top Go down
moni
Moderator
Moderator
moni

Male
Number of posts : 404
Age : 38
Localisation : |-|0u53 07- |_0v3
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyFri Mar 23, 2007 3:24 pm

thankz for lyking waisay yeh update hoti rahe gi waqtan fawaqtan

SAIF.KHAN
ADMIN ( BOSS)
ADMIN ( BOSS)
SAIF.KHAN

Male
Number of posts : 239
Localisation : Dil say........
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptySun Mar 25, 2007 1:17 am

nice moni
Back to top Go down
http://justmaza.heavenforum.com
moni
Moderator
Moderator
moni

Male
Number of posts : 404
Age : 38
Localisation : |-|0u53 07- |_0v3
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyTue Mar 27, 2007 2:39 pm

Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana
Aik naar pay jaan ko haar gaya mashoor hai us ka afsana
Us naar mein aisa roop na tha jis roop say din ki dhoop dabay
Is sheher mein kia kia gori hai mehtaab rukay gulnaar lagay
Koi bhed jo jagatay hain kisi chahnay walay kay man mein
Ussay apna bananay ki dhun mein woh aap hi aap say begana

Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana

Na chanchal khel jawani kay ulher ganay gatin thin
Bus rah mein un ka milna tha ya phone pay un ki batein thin
Aisay khel pay hum bhi hanstay thay behasil tha behasil tha
Aik zor baphartay sagar mein na kashti thi na sahil tha
Jo baat thi un kay ji mein thi jo bhed tha yaksar anjana

Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana

Aik roz magar barkha rut mein woh bhadoon thi ya sawan tha
Deewar pay beech samandar kay yeh dekhnay walon nay dekha
Mastana haath mein haath diye yeh aik gagar pay bethay thay
Yun sham hui phir raat hui jab silani gher laut gaye
Kia raat thi woh ji chahta hai us raat pay likhain afsana

Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana

Han umer ko saath nibhanay kay thay ehed bahut peman bahut
Woh jin per bharoosa kernay mein kuch sood nahi nuqsaan bahut
Woh naar yeh keh ker door hui majboori sajan majboori
Woh wehshat say ranjoor hua aur ranjoori si ranjoori
Us roz hamein maloom hua us shakha ka mushkil samjhana

Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana

Go aag say chati jalti thi go aankh say darya behta tha
Her aik say dukh nahi kehta tha chup rehta tha ghum sehta tha
Nadan hain woh jo chertay hain is alam mein deewanon ko
Us shakhs say aik jawab mila sub apno ko begano ko
Kuch aur kaho tu sunta hoon is bab mein kuch mat farmana

Is basti kay aik koochey mein aik insha naam tha deewana

Agay ka kuch tehqeeq nahi han sunnay ko hum suntay hain
Us naar ki jo jo batein thinus naar kay jo jo qissay thay
Aik roz bulwaya usko kuch samjhaya becharay nay
Us raat yeh qissa paak kiya kuch kha hi liya dukhyaray nay
Kiya baat hui kis toor hui akhbar say logon nay jana

Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana

Her baat ki khooj tu theek nahi tum hum ko kahani kehnay do
Us naar ka naam maqam hai kiya is bat pay perda rehnay do
Hum say bhi tu sooda mumkin hai tum say bhi jafa ho sakti hai
Yeh apna bayan ho sakta hai ya apni katha ho sakti hai
Woh naar akhir bahut pachtai kis kaam ka aisa pachtana

Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana
Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana
Back to top Go down
http://www.justmaza.heavenforum.com
karachi_queen
Cute little Member
Cute little Member
karachi_queen

Female
Number of posts : 452
Localisation : karachi
Registration date : 2007-03-28

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyThu Mar 29, 2007 10:13 am

bohot khob
Back to top Go down
moni
Moderator
Moderator
moni

Male
Number of posts : 404
Age : 38
Localisation : |-|0u53 07- |_0v3
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyThu Mar 29, 2007 3:29 pm

thanks
Back to top Go down
http://www.justmaza.heavenforum.com
moni
Moderator
Moderator
moni

Male
Number of posts : 404
Age : 38
Localisation : |-|0u53 07- |_0v3
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyThu Mar 29, 2007 3:29 pm

Hum logon ko samajh sakay na koi bhi dilber jani
Chini pareshan huay heran huay japani
Thori hum mein chalaki ahi tori beiemani
Koi pngalay hum sy tu mun ki paray gi khani
Kiun kay dil hai pakistani kiun kay dil hai pakistani
Watan ki loottay hain doolat sari
Siyasat ki chalti hai aisi gari
Mulk luta hai lekin toota tu nahi hai
Kisi gher nay aaker loota tu nahi hai
Siyasat dan jitnay bhi hain sub ki yahi nishani
Kursi ki khatir kertay hain sub hi khenchatani
Chahay sir per dopatta ho chahay tan pay sherwani
Qwmi dolat loot kay bhago sub ki reet purani
Aakhir dil ha pakistani aakhir dil hai pakistani
Gharoon mein chaltay hain bharti channel
Kashmir ka masla hoga kaisay hal
Parosi watan ko hum phir kiun koosein
Hum kia hain? kiun hain? pehlay yeh soochein
Itefaq mein barkat hai yeh saari duniya mani
Is per amal karein tu hum ban saktay hain lasani
Koi punjabi sindhi hai koi hai balochistani
Aapas mein yun larna bhirna kaam hain sub shetaani
Aakhir dil hai pakistani aakhir dil hai pakistani
Aakhir dil hai pakistani aakhir dil hai pakistani
Back to top Go down
http://www.justmaza.heavenforum.com
moni
Moderator
Moderator
moni

Male
Number of posts : 404
Age : 38
Localisation : |-|0u53 07- |_0v3
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyThu Mar 29, 2007 3:32 pm

America ko ager lafzoon mein likha jaye tu kuch aisay hay kay
Zameen hamwar nahi
Mausam ka etbaar nahi
Loog wafadaar nahi
Mazhab say sarookar nahi
Khuloos say humkinaar nahi
Badalnay ko tayyar nahi
Waqt madadgar nahi
Halat sazgar nahi
Khuda kay shukarguzar nahi
Gharz yeh kay america koi shahkar nahi.....
Magar is kay bawujood america mein kuch batein aisi hain jo ager pakistan mein ho tu yeh duniya ka outstanding mulk ban jaye
Fuzool tehwaar nahi
Rasoomat ka meenar nahi
Sarak per ghubaar nahi
Nalkoon per qatar nahi
Bhikari ka dedar nahi
Koi banda bekar nahi
Pabandiye waqt dushwar nahi
Tallem ka duhra mayar nahi
Ejadat ka shumaar nahi
Koi qanoon say azaad nahi
Phir bhi kuch batein aisi hain jo dil ko tarpati hain...
Ghiza mazaidar nahi
Khanay mein achar nahi
Ghee ka baghar nahi
Churion ki jhanka r nahi
Behen ka piyaar nahi
Abba ki phitkaar nahi
Data darba nahi
Quaid ka mazar nahi
Auar sub say barh ker boriat urdu ka akhbaar nahi....
Faqat aik green card holder
Back to top Go down
http://www.justmaza.heavenforum.com
ANGEL ARZOO
ROOT ADMIN
ROOT ADMIN
ANGEL ARZOO

Female
Number of posts : 233
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyThu Mar 29, 2007 10:15 pm

wahhhhhhhhhhhhhhhhhhhh moni u r gr8 cheers
Back to top Go down
karachi_queen
Cute little Member
Cute little Member
karachi_queen

Female
Number of posts : 452
Localisation : karachi
Registration date : 2007-03-28

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyFri Mar 30, 2007 12:21 pm

wahhhhhhhhhhhhhhhh bohot khob moni
Back to top Go down
moni
Moderator
Moderator
moni

Male
Number of posts : 404
Age : 38
Localisation : |-|0u53 07- |_0v3
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyFri Mar 30, 2007 3:07 pm

thanks guys thanks a lot
Back to top Go down
http://www.justmaza.heavenforum.com
karachi_queen
Cute little Member
Cute little Member
karachi_queen

Female
Number of posts : 452
Localisation : karachi
Registration date : 2007-03-28

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptySat Mar 31, 2007 10:04 am

mention not
Back to top Go down
karachi_queen
Cute little Member
Cute little Member
karachi_queen

Female
Number of posts : 452
Localisation : karachi
Registration date : 2007-03-28

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptySat Mar 31, 2007 11:47 am

moni wrote:
Jub say begum nay mujhay murgha bana rakha hai
Mein nay nazroon ki tarah sir bhi jhukarakha hai

Jub say begum nay mujhay murgha bana rakha hai
Mein nay nazroon ki tarah sir bhi jhuka rakha hai

Saaray kapray tu jaladalay hain begum nay
Taan chupanay ko aik banyaan phata rakha hai

Jub say begum nay mujhay murgha bana rakha hai

Pehlay tu belen nay banaya tha mere sir pay ghoomar
Ab tu chimtay nay mera gaal suja rakha hai

Jub say begum nay mujahay murgha bana rakha hai

Hai muqaddar ka sikandar wahi jahan mein yaaroon
Jis nay khud ko abhi shadi say bacha rakha hai

Jub say begum nay mujhay murgha bana rakha hai
Mein nay nazroon ki tarah sir bhi jhuka rakha hai

wahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh very nice
Back to top Go down
karachi_queen
Cute little Member
Cute little Member
karachi_queen

Female
Number of posts : 452
Localisation : karachi
Registration date : 2007-03-28

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptySat Mar 31, 2007 11:47 am

moni wrote:
Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana
Aik naar pay jaan ko haar gaya mashoor hai us ka afsana
Us naar mein aisa roop na tha jis roop say din ki dhoop dabay
Is sheher mein kia kia gori hai mehtaab rukay gulnaar lagay
Koi bhed jo jagatay hain kisi chahnay walay kay man mein
Ussay apna bananay ki dhun mein woh aap hi aap say begana

Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana

Na chanchal khel jawani kay ulher ganay gatin thin
Bus rah mein un ka milna tha ya phone pay un ki batein thin
Aisay khel pay hum bhi hanstay thay behasil tha behasil tha
Aik zor baphartay sagar mein na kashti thi na sahil tha
Jo baat thi un kay ji mein thi jo bhed tha yaksar anjana

Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana

Aik roz magar barkha rut mein woh bhadoon thi ya sawan tha
Deewar pay beech samandar kay yeh dekhnay walon nay dekha
Mastana haath mein haath diye yeh aik gagar pay bethay thay
Yun sham hui phir raat hui jab silani gher laut gaye
Kia raat thi woh ji chahta hai us raat pay likhain afsana

Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana

Han umer ko saath nibhanay kay thay ehed bahut peman bahut
Woh jin per bharoosa kernay mein kuch sood nahi nuqsaan bahut
Woh naar yeh keh ker door hui majboori sajan majboori
Woh wehshat say ranjoor hua aur ranjoori si ranjoori
Us roz hamein maloom hua us shakha ka mushkil samjhana

Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana

Go aag say chati jalti thi go aankh say darya behta tha
Her aik say dukh nahi kehta tha chup rehta tha ghum sehta tha
Nadan hain woh jo chertay hain is alam mein deewanon ko
Us shakhs say aik jawab mila sub apno ko begano ko
Kuch aur kaho tu sunta hoon is bab mein kuch mat farmana

Is basti kay aik koochey mein aik insha naam tha deewana

Agay ka kuch tehqeeq nahi han sunnay ko hum suntay hain
Us naar ki jo jo batein thinus naar kay jo jo qissay thay
Aik roz bulwaya usko kuch samjhaya becharay nay
Us raat yeh qissa paak kiya kuch kha hi liya dukhyaray nay
Kiya baat hui kis toor hui akhbar say logon nay jana

Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana

Her baat ki khooj tu theek nahi tum hum ko kahani kehnay do
Us naar ka naam maqam hai kiya is bat pay perda rehnay do
Hum say bhi tu sooda mumkin hai tum say bhi jafa ho sakti hai
Yeh apna bayan ho sakta hai ya apni katha ho sakti hai
Woh naar akhir bahut pachtai kis kaam ka aisa pachtana

Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana
Is basti kay aik koochay mein aik insha naam tha deewana

wah jiiiiiiiiiiiiii wahhhhhhhhhhhh
Back to top Go down
karachi_queen
Cute little Member
Cute little Member
karachi_queen

Female
Number of posts : 452
Localisation : karachi
Registration date : 2007-03-28

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptySat Mar 31, 2007 11:48 am

moni wrote:
America ko ager lafzoon mein likha jaye tu kuch aisay hay kay
Zameen hamwar nahi
Mausam ka etbaar nahi
Loog wafadaar nahi
Mazhab say sarookar nahi
Khuloos say humkinaar nahi
Badalnay ko tayyar nahi
Waqt madadgar nahi
Halat sazgar nahi
Khuda kay shukarguzar nahi
Gharz yeh kay america koi shahkar nahi.....
Magar is kay bawujood america mein kuch batein aisi hain jo ager pakistan mein ho tu yeh duniya ka outstanding mulk ban jaye
Fuzool tehwaar nahi
Rasoomat ka meenar nahi
Sarak per ghubaar nahi
Nalkoon per qatar nahi
Bhikari ka dedar nahi
Koi banda bekar nahi
Pabandiye waqt dushwar nahi
Tallem ka duhra mayar nahi
Ejadat ka shumaar nahi
Koi qanoon say azaad nahi
Phir bhi kuch batein aisi hain jo dil ko tarpati hain...
Ghiza mazaidar nahi
Khanay mein achar nahi
Ghee ka baghar nahi
Churion ki jhanka r nahi
Behen ka piyaar nahi
Abba ki phitkaar nahi
Data darba nahi
Quaid ka mazar nahi
Auar sub say barh ker boriat urdu ka akhbaar nahi....
Faqat aik green card holder

bohot hi khob
Back to top Go down
karachi_queen
Cute little Member
Cute little Member
karachi_queen

Female
Number of posts : 452
Localisation : karachi
Registration date : 2007-03-28

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptySat Mar 31, 2007 11:51 am

moni wrote:
Hum logon ko samajh sakay na koi bhi dilber jani
Chini pareshan huay heran huay japani
Thori hum mein chalaki ahi tori beiemani
Koi pngalay hum sy tu mun ki paray gi khani
Kiun kay dil hai pakistani kiun kay dil hai pakistani
Watan ki loottay hain doolat sari
Siyasat ki chalti hai aisi gari
Mulk luta hai lekin toota tu nahi hai
Kisi gher nay aaker loota tu nahi hai
Siyasat dan jitnay bhi hain sub ki yahi nishani
Kursi ki khatir kertay hain sub hi khenchatani
Chahay sir per dopatta ho chahay tan pay sherwani
Qwmi dolat loot kay bhago sub ki reet purani
Aakhir dil ha pakistani aakhir dil hai pakistani
Gharoon mein chaltay hain bharti channel
Kashmir ka masla hoga kaisay hal
Parosi watan ko hum phir kiun koosein
Hum kia hain? kiun hain? pehlay yeh soochein
Itefaq mein barkat hai yeh saari duniya mani
Is per amal karein tu hum ban saktay hain lasani
Koi punjabi sindhi hai koi hai balochistani
Aapas mein yun larna bhirna kaam hain sub shetaani
Aakhir dil hai pakistani aakhir dil hai pakistani
Aakhir dil hai pakistani aakhir dil hai pakistani

wah very niceMoni's Collection.... Icon_cheersMoni's Collection.... Icon_cheersMoni's Collection.... Icon_cheersMoni's Collection.... Icon_cheersMoni's Collection.... Icon_cheers
Back to top Go down
moni
Moderator
Moderator
moni

Male
Number of posts : 404
Age : 38
Localisation : |-|0u53 07- |_0v3
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptySun Apr 01, 2007 4:27 pm

thanks guys thanks a lot and arzoo dear thanks a lot really thanks
Back to top Go down
http://www.justmaza.heavenforum.com
karachi_queen
Cute little Member
Cute little Member
karachi_queen

Female
Number of posts : 452
Localisation : karachi
Registration date : 2007-03-28

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyMon Apr 02, 2007 11:26 am

Moni's Collection.... 97359Mention not
Back to top Go down
moni
Moderator
Moderator
moni

Male
Number of posts : 404
Age : 38
Localisation : |-|0u53 07- |_0v3
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyMon Apr 02, 2007 4:08 pm

aray kia mention mention laga rakhi hai kuch clear bhi kara karo
Back to top Go down
http://www.justmaza.heavenforum.com
moni
Moderator
Moderator
moni

Male
Number of posts : 404
Age : 38
Localisation : |-|0u53 07- |_0v3
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyWed Apr 11, 2007 12:03 pm

MERAY LOOG
MERAY YAAR MERAY DOOST
MERI KAINAT MADHOOSH
SUB KHO GAYE HAIN KAHAN
MERAY LOOG
MERAY YAAR MERAY DOOST
MERA DHOONDTA DIL BEHOOSH
SUB SOO GAYE HAIN KAHAN
MERAY LOOG
MERAY YAAR MERAY DOOST
MERI ARZOO KHAMOOSH
KIUN BHOOL GAYE SUB
MERAY LOOG
PER JO AAJ HAI KAL NA HO
CHAHEY NA YEH DIL MERA AAJ JO BHI HAI KAL BHI HO
BHOLO NA BHOLO NA MERAY YAAR
EITBAAR HAI US PAAR
TUM BADLO BADLEIN DIL BADLEIN LOOG
MERAY YAAR MERAY DOOST
MERI BANDAGI SIRF ROOZ
KUB JAAG UTHEIN GAY SUB
MERAY LOOG
MERAY YAAR MERAY DOOST
AB DOON MEIN KIS KO DOOSH
AB BHOOL GAYE KIUN SUB
MERAY LOOG
PER JO AAJ HAI KAL NA HO
CHAHEY NA YEH DIL MERA AAJ JO BHI HAI KAL BHI HO
BHOLO NA BHOLO NA MERAY YAAR
ETABAAR HAI US PAAR
TUM BADLO BADLEIN DIL BADLEIN LOOG
AUR JO AAJ HAI KAL NA HO
CHAHEY NA YEH DIL MERA AAJ JO BHI HAI KAL BHI HO
BHOLO NA BHOLO NA MERAY YAAR
EITBAAR HAI US PAAR
TUM BADLO BADLEIN DIL BADLEIN LOOG
Back to top Go down
http://www.justmaza.heavenforum.com
ANGEL ARZOO
ROOT ADMIN
ROOT ADMIN
ANGEL ARZOO

Female
Number of posts : 233
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyWed Apr 11, 2007 10:03 pm

wah wah kya baat hai moni gr8888888 yaar HAPPY
Back to top Go down
moni
Moderator
Moderator
moni

Male
Number of posts : 404
Age : 38
Localisation : |-|0u53 07- |_0v3
Registration date : 2007-03-08

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... EmptyThu Apr 12, 2007 12:35 pm

thanks
Back to top Go down
http://www.justmaza.heavenforum.com
Sponsored content

Moni's Collection.... Empty
PostSubject: Re: Moni's Collection....   Moni's Collection.... Empty

Back to top Go down
 
Moni's Collection....
Back to top 
Page 1 of 1

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
~~ JUST FUN N MAZA ~~ :: ~~ Mehfil-e-Mushaira~~ :: ~~ Your Own Collection ~~-
Jump to: